Pyar Ke Liye
Wo inkaar bhi karte hai to ikraar ke liye,
nafrat bhi karte hain to pyar ke liye,
ulti chaal chalte hain ye isk wale,
aankhein bhi band karte hain to deedar ke liye.
By aanjaneya pandey
Wo inkaar bhi karte hai to ikraar ke liye,
nafrat bhi karte hain to pyar ke liye,
ulti chaal chalte hain ye isk wale,
aankhein bhi band karte hain to deedar ke liye.
By aanjaneya pandey
Badal garajte hain lekin,
barsaat nahi hoti…
yaad teri aati hai lekin,
mulakaat nahi hati…
Kab tak intezaar karoon main tera
ab intazaar nahi hota
tune jo dil na lagaya hota to,
mera ye haal na hota.
koi shyam aisi nahi hoti jise teri pyas na ho,
na sadiyon se aayi vo sham jise tera intezaar na ho,
kagaz bhi murjha kar kehta hai kyon apne gam mujhe dete ho,
meri to aankhen bhi nahi phir bhi mujhe nam kar dete ho………..
Submitted By Keshav Verma
Badal garajte hain,
Lekin barsaat nahi hoti,
yaad teri aati hai bahut,
lekin mulakaat nahi hoti…
Submitted By Abrar Afzal
Pyaar ki dastaan hai kuch is tarah
dur tak jaati hai mere dil ki sada
bepanah hai is dil mein teri khwaish ki dua
tu mil jaye to ho muqambal ye samah.
Submitted By Sandy
Raat ki tanhai main ham aawaz dia karte hain,
Chand sitaron se aapka zikar kiya karte hain,
Aap aao ya na aao, Par ham aapka intezaar khwaboan main kia karte hain…
yun nazron ki baat ki to dil chura gaye,
andheron k saaye me dhadkane suna gaye ,
humne to samjha tha aapko ajnabi ,
magar aap to hame hi apna bana gaye……..
Alfaaz ki shakal main aehsaas likha jata hai,
Yani pani ko bhi pyaas likha jata hai,
Mere jazbaat se toa mera keyboard bhi waqif hai ji,
Jab main pyar likhta hu toa aapka naam likha jata hai.
Dard toa hamne intezar me dekha hai ,
Chaahat ka asar pyar me dekha hai ,
Log dhundte hai mandir masjid me jis khuda ko ,
Use humne apne pyaar me dekha hai …